hii friends ๐ Ek baar fir me aapki ❤️natasha ❤️aapse rubaru hone aa gayi hu. Sabse pele sorry ☹️me itne time se blog pe nahi aayi uske liye Kyuki mere exam chal rahe the.๐ Ok to shuru karte hai baaton ka silsila.๐ณ Haan aap ye sochte honge ki baat to sirf me karti hu ๐ต Or aap to kuch bol hi nahi paate. Aare comment section kisliye hai?๐๐ Aap mujhe befiker coment kr sakte hai. ๐ Dekho uper Jo meme hai Vo meri jindagi mai acche see fit hoti hai.๐ถ ๐Mere ko na ese bhot se log mile jinhone mujhe sirf buri nazar se dekha.๐ช Bhot si baar to me toot si gayi thi,๐ญ๐ญ๐ญ๐ญ Par fir fir bhi mene apne aap ko s sambhala.๐ค๐ค Ek kissa suna deti hoon dhokhe ka - Mujhe mere college me ek ladka mila,normal Sa tha jada accha bhi nahi or jada bura bhi nahi tha. ๐คUsne mujhe se pele aker baat ki or bhen bhi bola. Usne kaha ki -"mai bhot akela feel karta hoon Mere ko ek sis ki jarurat hai aap intaligent bhi ho meri study karne me bhi madad kr dena๐ค๐ง or aap mere liye...
Hii friends..... Me hu natasha๐.swagat hai aapka "my feelings" blog me. Ye meri second post hai ager aapne first post nahi dekhi to yaha dekh sakte ho๐ https://natashakifeelings.blogspot.com/2019/05/my-feelings.html?m=1 ☝️☝️☝️☝️☝️☝️☝️☝️ Aaj mai aap ko mere bhole pan๐ ki kuch yaade batau gi To chaliye shuru karte hai apne safer ko........ Jab mai 10th class me thi tab me jada kisi se baat nahi karti thi par jese hi 11th aayi to me aazad๐️ ho gayi. 10th se pehle me bholi par shetaan thi ๐ฃMujhe ese bhot se friends mile jinhone mere bhole pan ka fayda utha ke mujhe dokha diya.๐ข๐ข Mera friends par se bharosa hi uth gya. Ye waqt bhot bura tha.☹️๐คง Bohot se ese pal bhi aaye jab mere bhole pan se mera majak uda.๐ญ Ek baar to mene soch hi liya ki me chalak ban ke rahu gi par shayad ye mere nasib me hi nahi tha.๐ Par๐ pata hai baad me mere ko realize hua ki ye to bhot badiya feeling hai. Jab mene chalak logo ko dekha to mujhe un ki life bilkul achi nahi lagi...