hii friends ๐
Ek baar fir me aapki ❤️natasha ❤️aapse rubaru hone aa gayi hu.
Sabse pele sorry ☹️me itne time se blog pe nahi aayi uske liye
Kyuki mere exam chal rahe the.๐
Ok to shuru karte hai baaton ka silsila.๐ณ
Haan aap ye sochte honge ki baat to sirf me karti hu ๐ต
Or aap to kuch bol hi nahi paate.
Aare comment section kisliye hai?๐๐
Aap mujhe befiker coment kr sakte hai.
๐
Dekho uper Jo meme hai Vo meri jindagi mai acche see fit hoti hai.๐ถ
๐Mere ko na ese bhot se log mile jinhone mujhe sirf buri nazar se dekha.๐ช
Bhot si baar to me toot si gayi thi,๐ญ๐ญ๐ญ๐ญ
Par fir fir bhi mene apne aap ko s
sambhala.๐ค๐ค
Ek kissa suna deti hoon dhokhe ka -
Mujhe mere college me ek ladka mila,normal
Sa tha jada accha bhi nahi or jada bura bhi nahi tha.
๐คUsne mujhe se pele aker baat ki or bhen bhi bola.
Usne kaha ki -"mai bhot akela feel karta hoon
Mere ko ek sis ki jarurat hai aap intaligent bhi ho meri study karne me bhi madad kr dena๐ค๐ง or aap mere liye ek perfect sister ho........๐งvegerah vagerah ...."
Pele to mene vishvass nahi kiya par dheere dheere thoda ho gya.๐
๐ก๐ ๐คฌ๐คฌ๐คฌUs bc mc tc cc ne mere ko baad me dhoka diya.๐พ
Usne mere sath jabardasti bhi karne ki koshish ki......๐คช
College me mere baare me jane kya kya kehta tha mc.๐ก
Paani sir ke uper se nikal gya.
Section 201, 442 ke tahat mene use puure college ke kemne chappal se pita.๐
Jam ke dhoya,mene khud akele use maar maar ke adha maar diya.๐
Itni gaaliya di ki aas pass valo tak ko sharm aa gayi.๐๐
Tab se aaj tak koi ladka mere samne himmat nahi dikha paya.๐ค
Tab se mai college ki don ban gayi.
Mujhe college ki sherni bulate hai log.
Chalo baato ka silsila to jaari rahega par par par......... ruko yar comment mai reaction to dena banta hai
Comment section khula hai..........
Byee.☺️☺️

Comments
Post a Comment