hii friends π Ek baar fir me aapki ❤️natasha ❤️aapse rubaru hone aa gayi hu. Sabse pele sorry ☹️me itne time se blog pe nahi aayi uske liye Kyuki mere exam chal rahe the.π Ok to shuru karte hai baaton ka silsila.π³ Haan aap ye sochte honge ki baat to sirf me karti hu π΅ Or aap to kuch bol hi nahi paate. Aare comment section kisliye hai?ππ Aap mujhe befiker coment kr sakte hai. π Dekho uper Jo meme hai Vo meri jindagi mai acche see fit hoti hai.πΆ πMere ko na ese bhot se log mile jinhone mujhe sirf buri nazar se dekha.πͺ Bhot si baar to me toot si gayi thi,ππππ Par fir fir bhi mene apne aap ko s sambhala.π€π€ Ek kissa suna deti hoon dhokhe ka - Mujhe mere college me ek ladka mila,normal Sa tha jada accha bhi nahi or jada bura bhi nahi tha. π€Usne mujhe se pele aker baat ki or bhen bhi bola. Usne kaha ki -"mai bhot akela feel karta hoon Mere ko ek sis ki jarurat hai aap intaligent bhi ho meri study karne me bhi madad kr denaπ€π§ or aap mere liye...