Hii........
Mere naam hai natasha๐.
Me mere is blog me meri feeling ko aap se share karugi taki me bhi halka feel karu or aap bhi meri soch ko samaj sake.❤️
๐To chaliye shuru karte hai baato ka ye silsila.๐
Me ek badiya ghar me hui or hamare ghar me esi koi kami nahi hai.
๐Haan matlb amir ghar me.
Lakin me un amir ladkio se bilkul alag thi jo mere sath thi.
Meri soch us sab se alag thi jo mere aas paas rahte the
Pata nahi us sab ke bich ma mai pagle jesa feel karti thi๐คท
Ek meri jesi ladki ko gahrayi se samjna bhot mushkil hai.
Bachpan se hi jhansi ki rani jesi story's sun ke badi hui hu to hu bhi usi tayp ki๐ช.
Me apne target ka bhot dhyan rakhati hu.
Bilkul apne Target par focused reti hu.
Lekin kabhi to chill karna chahiye na?๐
To kabhi kabhi kar leti hu๐
.
Mere paas bolne ke liye to bhot kuch hai par sunne vala koi nahi hai.
Mujhe pura yakin hai ki aap ko meri post padne me maja aayega.
Nahi bhi aaya to koi baat nahi๐ค jindagi me esa hota reta hai in sab se bura nu manana chahiye.
Mere ese or post padhne ke liye mere se jude rahiye.
Bye bye friends.
Picher abhi baaki hai mere dost.๐
Comments
Post a Comment