Hii friends..... Me hu natasha😋.swagat hai aapka "my feelings" blog me. Ye meri second post hai ager aapne first post nahi dekhi to yaha dekh sakte ho👉 https://natashakifeelings.blogspot.com/2019/05/my-feelings.html?m=1 ☝️☝️☝️☝️☝️☝️☝️☝️ Aaj mai aap ko mere bhole pan😝 ki kuch yaade batau gi To chaliye shuru karte hai apne safer ko........ Jab mai 10th class me thi tab me jada kisi se baat nahi karti thi par jese hi 11th aayi to me aazad🕊️ ho gayi. 10th se pehle me bholi par shetaan thi 😣Mujhe ese bhot se friends mile jinhone mere bhole pan ka fayda utha ke mujhe dokha diya.😢😢 Mera friends par se bharosa hi uth gya. Ye waqt bhot bura tha.☹️🤧 Bohot se ese pal bhi aaye jab mere bhole pan se mera majak uda.😭 Ek baar to mene soch hi liya ki me chalak ban ke rahu gi par shayad ye mere nasib me hi nahi tha.😎 Par👎 pata hai baad me mere ko realize hua ki ye to bhot badiya feeling hai. Jab mene chalak logo ko dekha to mujhe un ki life bilkul achi nahi lagi...